Type Here to Get Search Results !

Smartphone और Battery से जुड़े 7 Meeth - Hindi में जाने

Smartphone Aur Uski Battery Se Judi Kuch Solid Jaankari Jo Aapko Janna Chahiye: Mobile users ki sankhya day by day badti hi jaa rahi hai,rojana koi na koi naya mobile launch ho raha hai. 

Iske sath hi logo me smartphone se related kuch galat dharnaye hai.

Aaj inhi baato ke bare me jante hai ki ye kaha tak sahi hai. To fir chaliye jante hai - Smartphone Or Uski Battery Se Judi Kuch Solid Jaankari Jo Aapko Janna Chahiye.

Smartphone Or Uski Battery Se Judi Kuch Solid Jaankari Jo Aapko Janna Chahiye.

Smartphone और उसकी Battery से जुड़े कुछ Meeth :

#1. Meeth :- Apne phone ko kisi bhi company ke charger se charge nahi kar sakte hai.

      Sach  :-  Aap yesa kar sakte hai ki bas dhyan rakhiye jo 'charger' use kar rahe hai uska 'output voltage' aapke charger ke output voltage se jyada na ho.

Iske alava aap kisi bhi "power bank" ya anya charger se charge kar sakte hai.


#2. Meeth :- Hawai jahaj me yatara ke doran "mobile" on rakhane se plain ke 'navigation or communication system' me badhaa aati hai.

      Sach :-  Aaj ke "communication or guidense system" kafi achhe hai.Plain me baithe sabhi log apna mobile on kar de,tab bhi plain me koi problem nahi hogi.

Lekin security ko dhyan me rakhakar banaye gaye niyamo ka palan karna chahiye.


#3. Meeth :-   Jitna jyada "Megapixel" utna badiya 'camora'.

     Sach    :-   Yah bilkul hi galat hai kyoki kisi bhi 'camora' me jyada "megapixel" hona "better quality image" ko nahi show karta hai.

Jabki 'Megapixel' sirf image ki size se relate hai.


Image ki quality, camora ke 'lence', 'sencer', 'upchary' or "image processing software"  par depend karta hai.


#4. Meeth :-  Mobile ko raatbhar charging par chodane se "battery" kamjor ho jati hai.

      Sach   :-  Sabhi 'modern device' me yesa system hota hai. jo "over charging" ko rokata hai.


#5. Meeth :-  'Privet' ya "incognito mode window" par 'browsing' karne par koi nahi dekh sakta hai ki aapne kya search kiya.

      Sach :-    Yah hai ki "mobile or computer" me privet ya incognito mode isliye hota hai,kyoki yah aapke device me cookies ya history etc. ko save nahi karta.

Magar internet service provider jaan sakta hai ki phone par kya browse kiya gaya.


#6. Meeth :-  Baar-baar charge karne se "battery" kharab hoti hai.

      Sach   :-  "Smartphone" ka "battery backup" kafi kam hota hai. Iska "battery" par koi effect nahi padta.


#7. Meeth :-  "Background" me chal rahe app ke karan "battery" jaldi khatm ho jati hai.

      Sach   :-  "iphone company" taraf se iss baat ka khandan hua hai ki, yesa kuch bhi nahi hota hai.

* Memory SD Card Ka Data Recover Kaise Kare.

Aapko ye Smartphone Or Uski Battery Se Judi Kuch Solid Jaankari Jo Aapko Janna Chahiye. jankari kaisi lagi or bhi jankari ke liye hamse jude rahe.

Social media par bhi apne dosto se share jarur se kare.

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

google ad

Below Post Ad

Footer Copyright